• Breaking News

    How to Hack Window Activation period without key?

    Hack Window Activation Time Period?
























    Hell"o friends aaj me apke liye leke aaya ek new intresting fact. To aaj hum baat karenge window activation product key ke bare me basically ap sabhi ko pata hoga ki jb kabhi b hum window install karte hai. aga ap window buy karte ho tb apko ek product key milti hai because Genuine windows ko use karne ke liye  apko  window buy karni hoti hai aur sath me hi apko ek product key milti hai jisse ap apni windows ko activate kar sakte hai, basically ap bina paid kare bhi window install kar sakte hai par uska jo time period 1 month ka hota hai 1 month later apko pc par notificaton aaane start ho jayenge Activation window now Aur kabhi kabhi problem hoti hai jese kabhi kabhi hamri screen black ho jaati hai baar baar isse hame kabhi bhot problem hoti hai,




















    Aur kabhi kabhi time period End hone ke baad kuch esa interfaces dekhne ko milta hai aur kabhi kabhi to ye bhot problem create karta hai aur error bho show karta. to chliye me apko batata hu ki kese aap windows activation time period ko simply bada sakte hai wo bhi cmd ki help se easy way me to chaliye start karte hai.




    Steps1#

    Sabse pehle ap ko cmd(command prompt) open karna hai serach me jakar.





    Note-Agar apko nahi pata ki cmd (command prompt) kya hota hai to aap yaha click karke jaan sakte hai mene puri details me bataya hai. 
    What is cmd?

    Steps#2

    Uske baad apko right click karke cmd run as administrator par open kijiye.





























    Steps#3

    Ab aapke saamne cmd open ho chuka hai apko simple karna hai ek command type karni hai aur kaam ho jayega to Simple apko type karna hai Slmgr -rearm aur press Enter.  uske baad apke saamne pop up ayenge simply ok ok karna hai.
                                                                                                               
    Steps#4

    Simply apka kaam ho chuka hai bas apko ab apne pc ko restart karna hai aur apki windows key trial period bad chuka hai. cheak karne ke liye apko Window+E  Ya My computer me jana hai aur simply right cllick karne properties me click karke window activation jaan sakte hai.

    Note-Ye command ka use karke aap window ke trial period ko 120 Days tak bada sakte ho expire hone par ap again ise kar sakte hai  means 120 Days only. uske baad window ko apko fir se install karna padega.



    To friends kesi lagi apko information" hope so pasand aai ho, To me milta hu aapse next tutorials me tab tak ke liye sikhte rahiye aur sikhate rahiye.

    Thank you'

    No comments

    Post Bottom Ad

    ad728