• Breaking News

    How to make a bootable pendrive?

              How to make a bootable pendrive?

    Hell"o friend aaj ke is tutorial me me apko simple steps me bataunga ki  kese ek pendrive ko bootable kese banate hai. iski help se khud se windows install kar sakte hai.isse apko kise aur pr depend nhi rehena padega agr apki window me koi problem aai to, ap khud se hi badi easily window install kar sakte hai.Pendrive ko bootable banana bhot hi important hai bina bootable pendrive ke aap window install nahi kar sakte hai.to chaliye start karte hai kese ek pendrive ko me window7,xp,8,10 kese intall karte hai.sabse  pehle ap in 2 files ko niche link se download kar sakte hai.

    Requirment files
    #Window 7 iso image file.            Downlaod here
    #Power iso software.             Downlaod here



    steps#1
    sabse phle to apko chahiye ek pendrive minimum 4Gb aur ke software jiski help se ap pendrive ko bootable bana sake.

    steps#2 

    Ab  Dono files apke pass hai. power iso software or window 7  iso files.

    steps#3

    To simply apko apni pendrive apne system me insert karni hai aur power iso software ko install krane ke baad use open karna hai.

    Steps#4

    Software open karte hi apko kuch esa interface milega.
    simply apko Tools me  click karana hai.













    uske baad  apko ek option milega.
    Create bootable usb drive simply apko ispe click karna hai.ye apse administrator ki permission maangega simply apko yes press karna hai.

    steps#5

    Ab apko create bootable usb drive par click karne ke baad niche diya hua interface open hoga simply apko source image file me jaha apne window 7 ya r koi iso file download kar rakhi hai use select karna hai,                                             



























    Aur Destination USB Drive me apko apni pendrive select karani hai  aur sare option me kuch nahi karna hai Aur simply start par click kar dena hai, Ap samne kuch loading start ho chuki hai simply ko 10 mint wait karni hai iska process complete hone tak. jese hi process complete ho jaye to Ab apki Pendrive os bootable ho chuki hai,
    Aur ab is bootable pendrive ki help se kisi bhi pc ya laptop me window install kar sakte hai kahi bhi aur kabhi bhi.

    No comments

    Post Bottom Ad

    ad728