• Breaking News

    How to stop and start window activation period?

    How to Stop and start Windows Activation Period?

    Hell"o Friends kese ho app sabhi hope so achhe hoge to, Jese ki friends aap sabhi ya hum sabhi pc use karte hai aur aur pc me window os ka use karte hai. kabhi kabhi hame windows buy karni padti hai aur kabhi kabhi hum trial period me window use karte rehte hai. Trial period me ek hum sabhi ne ek problem hamesha face ki hoti hai. window time period expire hone me window me baar baar window activation ka pop up aata rehata hai. Some cases me to kabhi kabhi window shutdown nhi hoti hai aur ye notification aati rehti hai. aur kabhi kabhi blank screen aa jaati hai desktop par  ye kaafi azib sa lagta hai hum sabhi ko. To aaj me apko bataunga ki kese aap windows activation notification ko Stop ya Strat kar sakte hai . Jisse apko koi problem nahi hogi  aur baar baar apke pass notification bhi nahi payega aur aap easily windows ko use kar sakte hai. to chaliye start karte hai

    Steps#1

      Sabse pehle app ko Search box me type karna hai Service find karke open kar lena hai.








































    Steps#2

    Uske baad apko Software Protection ko find karna hai aur uspe click karna hai.




    Steps#3

    Ab apko Software protection kp open karne ke baad  apke saamne General ka option ayega Simply apko waha par click karna hai aur uske baad apko Disabled option choose karna hai aur apply karke ok press kar dena hai.



    Steps #4

    Simply apka kaam ho chuka hai ab apako apna Computer restart karna hai.



    Agar apko window activation on karna hai to simply disabled option ko mannual kar dijiye
     Ab apne apne windows ki activation notification ko disabled kar diya hai  jisse apko koi bhi  activation nahi mil payegi aur koi erroe bhi show nhi hoga. To is tarah hum apne pc me windows ki activation period ko on ya off kar sakte hai.
    To friends kesi lagi apko information, hope so pasand aai ho me milta hu apse next tutorials me tab tak ke liye seekhte rahiye aur sikhate rahiye.



    Thank you'

    No comments

    Post Bottom Ad

    ad728